aansoo shayari in urdu lyrics

 


aansoo shayari in urdu lyrics

Aaj aansuu tum ne poncchhe bhi to kya..
AANSOO SHAYARI
Aaj aansuu tum ne poncchhe bhi to kya,
Yeh to apna umr bhar ka kaam hai..



Aik aansuu aankh main roka hua..
AANSOO SHAYARI
Aik aansuu aankh main roka hua,
Aik hansi honton se behti huyi..



Jo zubaan se beyaan nahin hote..
AANSOO SHAYARI
Jo zubaan se beyaan nahin hote,
Unhi lafzon se ashkk bante hain..



Mujhe tum yaad atey ho..
AANSOO SHAYARI
Zamaane ke sawalon ko main hanss ke taal doon lekin,
Nammi ankhon ki kehti hai mujhe tum yaad atey ho..



Raah takte jab thak gayi meri aankhain..
AANSOO SHAYARI
Raah takte jab thak gayi meri aankhain,
Phir tujhe dhoondne meri aankh ke aansu nikle..



Kami nahi hai kisi cheez ki magar..
AANSOO SHAYARI
Kami nahi hai kisi cheez ki magar,
Akela beth ke roya hoon zaar zaar bohat..



Zabt karna hai to phir hadh se guzarna ho ga..
AANSOO SHAYARI
Zabt karna hai to phir hadh se guzarna ho ga,
Khoon ho jaye yeh dil, aankh na bharne paye..



Aik lamhe me mere man ko bhigo deti hai..
AANSOO SHAYARI
Aik lamhe me mere man ko bhigo deti hai,
Uski har baat hi saawan ki tarah lagti hai..


Kis qadar dil-shikkan they mohabbat ke rastey..
AANSOO SHAYARI
Kis qadar dil–shikkan they mohabbat ke rastey,
Armaan phir koi zindagi mein kar na sake..


Bohat andar tak tabaahi machaata hai..
AANSOO SHAYARI
Bohat andar tak tabaahi machaata hai,
Woh aansuu jo behne se ddar jaye..
De ga agar dard to khud bhi doobay ga..
AANSOO SHAYARI
De ga agar dard to khud bhi doobay ga,
Woh ek shakss jo ankhon me rehta hai..


Zamaaney ke sawaalon ko main hans kar taal doon..
AANSOO SHAYARI
Zamaaney ke sawaalon ko main hans kar taal doon lekin,
Nami ankhon ki kehti hai mujhe tum yaad aatey ho..


Ronay waley tujhe ronay ka saleeqa hi nahi..
AANSOO SHAYARI
Ronay waley tujhe ronay ka saleeqa hi nahi,
Ashqq peenay ke liye hain bahaney ko nahi..


Kuch is adaa se ishq ke sadmey uthaayiye..
AANSOO SHAYARI
Kuch is adaa se ishq ke sadmey uthaayiye,
Dil gham se ro raha ho, magar muskuraayiye..


Kya karein ab to yeh lafzon mein ayaan hotey hain..
AANSOO SHAYARI
Kya karein ab to yeh lafzon mein ayaan hotey hain,
Aik muddat se jo hum hum ne they chupaaye aansuu..


Phir aaj ashk se ankhon mein kyun hain aye..
AANSOO SHAYARI
Phir aaj ashk se ankhon mein kyun hain aye huye,
Guzar geya hai zamaana tujhe bhulaaye huye..



In ko Nasir na kabhi ankh se girne dena..
AANSOO SHAYARI
In ko Nasir na kabhi ankh se girne dena,
Un ko lagte hain meri ankh mein pyare aansu..


Sabab har aik mujhse puchta hai mere ronay ka..
AANSOO SHAYARI
Sabab har aik mujhse puchta hai mere ronay ka,
Elaahi! Sari duniya ko main kese razdaan kar loon..



Rotaa dekh ke sab ko ronay lagta hoon..
AANSOO SHAYARI
Mein to rotaa dekh ke sab ko ronay lagta hoon,
Dekh ke mujh ko log magar, kyun hansne lagte hain..



Yoon hi ankhon mein aaa gaye ansu.
AANSOO SHAYARI
Yoon hi ankhon mein aaa gaye ansu,
Jayiye aap, koi baat naheen..
 kar gaye..

Aansuyon mein nihaayi hui hai raat..
AANSOO SHAYARI
Phir aaj aansuyon mein nihaayi hui hai raat,
Shayed hamari tarah hi sataayi hui hai raat.


Nazron se dil ko nidhaal karte ho..
AANSOO SHAYARI
Yeh jo nazron se dil ko nidhaal karte ho,
Kartey to zulm ho magar kamaal karte ho..



Meri deewangi nahin jaati..
AANSOO SHAYARI
Meri deewangi nahin jaati,
Ro raha hoon hansi nahin jati..



Adal o insaf faqat hashr pr mokoof nahi..
AANSOO SHAYARI
Adal o insaf faqat hashr pr mokoof nahi,
Zindagi khud bhi gunahon ki saza deti he…



Meri Ankhon se kabhi utro dil mein..
AANSOO SHAYARI
Meri Ankhon se kabhi utro dil mein,
Ke main dharkan mein Basa lon tumko,
Jaan se b barh kr chahun tumhen,
Apni zindgi hi Bana lon tumko,
Mere khuwabon mein Sirf tum hi baso,
Apni Neendon mein saja lon tumko ,
Logon ki bheer mein
kho na jana kahin,
Zamane se hi main
chura lon tum ko…



Yea muhabat ke kahane nahe marte laykin …
AANSOO SHAYARI
yea muhabat ke kahane nahe marte laykin,
log kardar nabatay huay mar jatay hain…


tou meri chahat ka ek lafz bi na parh saka ..
AANSOO SHAYARI
tou meri chahat ka ek lafz bi na parh saka ,
main tery diey huey dard ki kitab parhty parhty aksar so jata hon…


Ye na thi hamari qismat k wasa-e-lay yaar hota..
AANSOO SHAYARI
Ye na thi hamari qismat k wasa-e-lay yaar hota,
agar aur jeetay rehtay ye he intazaar hota,
teray waaday par jeeay hum,to ye jaan jhut jana,
k khushi sy mar na jaatay agar itbaar hota, 
ye kahan ki dosti hai k banay hain dost nasih,
koi chaara saaz hota koi gamgasaar hota, 
gam agarchaa jaan gasal hai py bachpan kahan k dil hai,
gam ishg gar na hota gamay roazgaar hota,
kahun kis sy me k kya hai,shab gam buri bula hai, 
mujhay kya burra tha marna agar aik baar hota, 
huay mar k hum jo ruswaa,huay q na garaky daraya, 
na kabhi janaza uthta na kaheen mazar hota …


Yeh urri urri si rangat..
AANSOO SHAYARI
Yeh urri urri si rangat, yeh khillay khillay se aansu,
Teri subahh keh rahi hai, teri raat ka fasaana..



Kitnaa Royaa Tha Main Teri Khaatir.
AANSOO SHAYARI
Kitnaa Royaa Tha Main Teri Khaatir,
Ab Jo Sochu’n To, Hansi Aati Hai..!!


Post a Comment

0 Comments